Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
WatChe
on 02/07/2023, 14:50:36 UTC
Ya itna sanata kyun hy aj yahan bhaio?
Shayd aj Eid ke akhri chuti hy is wajha sa sub tyari ma magan hy. Kise na subah office jana hy to kise na college/University.
Bachpan ma ya vala din sub sa drauna hota tha. Kyunka subah school jana hota tha. Eik anjana sa khoof hota tha. Ab to wo din gya bus unki yaadan baqi reh gai hn. Kyunka ab sari zami daryan apna sir pr a gai hn.
Waisa ma na eik baat note ke hy ky is Eid py Eid ka samaa nhi tha. Logo ma wo kushi ka jazba nhi tha. Kya ya sirf mari oberservation hy ya baqi kise na bhe ya mehsoos kea?