YouTube Earnings Are Haram: Saudi Scholar

Assalaem o aleakum to all my Brothers!
Mei aise he google search kr Raha tha TU mujay aek ajeeb SE news deikhne ku meli jes mei bateaya gea KY YouTube se ke Jane wale earnings Haram hai halal nai es ke bare mei Twitter pr aek users ne tweet kr ke pocha tha aur phr uska reply
Asim al-Hakim ne deya aur kaha ke ye Haram hai
https://twitter.com/Assimalhakeem/status/1678953491757166593?t=560V-ad_08jLFG5OzpopXg&s=19Asim al Hakim ju ke Jaddah Masjid mei Imam hai aur jummah ke khutbe deinte hai aur pechle kuch saalo mei unki YouTube channel par di gae statement mei unhu ne kaha tha ke Islam ke nazariye se deikha jaye tu YouTube se earnings khud me haram nai hai bulkey is pr depend karta hai ke YouTuber kes tarha ka content upload karta hai agar kese YouTuber ne
haram cheezein upload ke hu jese ke music khawateen ke pics, bayaanat me fahaash baatein aur buraai ko dikhane wale content ko upload kiya hai tu uski earnings haram huge. Asim al Hakim ku aek baar TV programs mei host aur guest ke taur par bhi bolae gae hai aur different universities mei Asia aur Europe me lectures bhi dete hain.
Es news ku ap propakistani site par kr full read out kr sakhte hai:
https://propakistani.pk/2023/07/19/youtube-earnings-are-haram-suadi-scholar/