Alcohol ka tho quran aur hadees mai zikar aatha hai aur Sood k b saaf zikar hai aur baqi cheeze en par qiyas kii jathe hai , ye mixers ap ne kaha se daal dia?
Dunyia mein new cheizein ati rethi hein like Internet, blockchain, crypto bitcoin aur bitcoin ki paak saaf transcations ko hide kernna k
liey mixers.
tho teek hai na, wo tho ham keh rahe k ap k nazdeek mixer haram ? agar nahr hai tho us pe tho bath he nahe hai, per ham dono mutafiq hai.
Han tu mein ny kab kaha k mera account gambling mixers c phelay tha. Mera account jab ni tha jab bhi gambling aur mixing hoti thi.
ye ap k aitrazia sawal ka jawab tha. haamra swal ye hai he nahe. mere question neeche the.
Q1: Ap k nazdeek haram cheez ki advertising karna ( jab ap us mai mubtila na ho) tho wo sahi ha?
Asal mein advertising tu khud hi ho jati hy like youtube dekthay huey alcohal ya betting k ads. PSL dekthay huay 1XBET ka ads etc.
BHAI mere swal ka jawab yr nahe. khud ho jathe ya nahe , ap sirf etna btha de k jaiz hai k naye ap k nazdeek.