Ok, yani ap k nazdeek agar ye niyat na ho aur per kisi haram cheez ko advertise kare tho we jaiz ha. Am i right?
Han ap ki niyat honi chayee paisa lena ki company c, advertisment ki niyat na ho.
Advertisement yeh hoti hy k kosish kerna k zada c zada log aus cheeze ko istimal kerian jaisay affiliating marketing mein hum logon ko convenience kertay hen k woh product buy kerian.
Ok tho ap ki batho se kuch bathe sabit hogae. ek ye k advertising chahe ap haram be kare magar paisa lethe waqt uski niyat na kare. dosra ye k agar ap us company ka ads b lagae ikhtiari tor par maagr ap apne neyat se kisi ko convince na kare tho wo sahi ha. am i right?