Drasl, brother baat yeh hai (umeridress) ky junaid bhai ki baat bi thik hai ky agr hamary salybus my at least freelancing ka course hi add kr dain to wohi bohat hai. Or kuch achy namwar teachers ko yeh responsibility dain na ky sifarishyo ko jinahin khud kbi koi client na mila ho. Baat krny ka maqsad ab mai apni example ly leta hoon as hamary teachers to is qabil nhi hain ky apny course jo unko assign kiya howa hai from uni wo hi sai nhi padhaya jata un sy.
Jahan Internet c app earning kr saktay hein, wahan internet c app learning bhi kr saktay hein. Wasiay tu bohat saray free courses avaible hein online but mein app ko aik Pakistan ka projet batata hon jis ka name hy
https://digiskills.pk/. Yahan p app freelancing aur bohat saray courses free mein kr saktay hein.


Aur bohat c logon chatay hien k end of course app ko govt. of Pakistan ka certificate ki bhi milay ga tu yeh program ka affliates hein aur app ko certificate bhi mila ga

Yeh sab courses FREE OF COST hein.
Kia ab bhi hum ko intezar hy k college k syllabus mein freelancing add hoo

College Unversity walaon ny kuch ni kerna siway feees lenay kay, app ny kucd apna Mustaqbil sawarna hy.
اس سے پہلے کہ ہم غربت کے ہاتھوں تباہ ہو جائیں، اپنے مستقبل کی بہتری کے لیے کچھ کریں۔