[/quote
Abhi jesy hmary Mulk ky halaat hen naa bhai jaan iss ko kissi sy bhi compare karna munasib nai hai. Or rahi bat Iram ki to bhai inflation rate kaya hai iss kaa mery khayal sy country ky cheapest hony sy taluq nai hai. Iss ko misal ky sath clear karty hen.
Yaqeenan samaj hi gaye hon gy what I want to say. Ky agar Pakistani yahan sy wahan jaye bhi to us ky liye cheap nai hoga. Han my ny Domestic Products ki misal nai di. Jo country khud produce karta hai. Jesa ky Oil Iran ka apna hai so wo definitely sasta hoga. My misal uthai hai ek International product ki jo ky ap ky samny hai.
Kher ye bhi parhen.
Mujhy nai lagta iss par tabsra karny ki zrurat hai. Picture is showing everything.
Or Iran ki currency ki ye halat America ny ki hai. Sab hi janty hen. Otherwise wo country behtar hi hai.
Gee bhai mai apki baat sy raazi hoo. As, i think my ny already kh diya hai ky in sbh ki dependency like of inflation ki cheap hony pr hamesha 1 jasi nhi rhti. different possiblites hoty hain. So, i think i am wrong in comapring Pak with Iran on Coke ki bottle. Baki, i hope baat jaha sy shuruh howi thi wo bnda sun rha hoga or idea ly rha hoo ga hamari discussions ka.
Baki, i agree now ky inflation ka cheap hony pr zayda asr nhi hai but i think we should ask some local ky waha coke ki price kitni hai. instead online stores sy pouchny ky liya. Because such prices sometimes are not actuall prices.