My Participation in 14 August Contest
Kia karo yar sust ho gia ho aur kuch ziada creativity karne ko belkul dil nahe karta. has koshish hothe hai k thora active raha karo. ye AI image k through kuch image bna lee hai esko accept kare kindly.
Promt:Pakistan flag on the top hill with soldiers tank

2: Pakistani flag with background ancient war
Lucky Alphabet: E
Compromise me bhai ye dam aur taweez wala mamla ko aetedal k darje mai rakhna chaiye. Kisi naik buzurg ka wasta de kar Allah pak se mangna koi bura nahe hai magar hamare jaahil logo ne ulta qabro ma ja k qabar walo se apne liye sawal start kiye hai aur kuch tho had se guzar kar kuch jaga qabar k oper bna lethe hai jaha par apko majboran jhukna parta hai. Tho mai nehayat mukhtasir tarah se btha ditha ho k konsi bath sahi aur konsi sahi nahe
Ghalat1: qabr ko sijda ya qabar wale se barai rast mangna
2: Taweez par tawakul karna k falah babe ka hai es waja se shifa milege
3: qabr wale k naam par nazar karna
Jaiz:1: Allah wale naik bande k wasta de kar Allah pak se mangna
2: Dam karna quran ki ayat ya hadees mai jo dua aee hai
3: taweez karne Mai ikhtilaf hai magar shirk kehna ghalat hai agar qarani ayat wagira ho khas taur par chote bacho k liye. baqi bare log duae par kar apne oper dam kia kare, taweez ki zaroorat nahe .
ye mutadil rasta hai aur umeed hai k es ma kisi ka etna ziada ekhtelaf nahe hoga.