Fawad Alam Pakistani cricketer ne 37 saal ki umr mein Pakistan se international career khatam kiya aur United States mein Chicago Kingsmen ke liye 'local' player ban gaye hain. Yeh Pakistani players ke liye United States jaane ka trend hai. 2020 mein Alam ne England tour par Pakistan team mein wapas aane ka mauka paaya. Uski 19 Test matches mein 1011 runs aur 5 centuries hain. Lakin bad ma osy chance ni diya gya
Source:
https://propakistani.pk/2023/08/08/fawad-alam-leaves-pakistan-cricket-for-good-to-play-in-the-us/Meray khayal c he did the right decision kion k waisay bhi Pakistan k playing XI mein 37 years ko jaga milna tu bohat muskil hy but wahan USA mein aik tu aus ki qadar bhi zada hogi aur income bhi bitcoin mein hogi

Aur Pakistan mein tu ab kuch ni rakha hua
Theak kah rahay han ap 37 saal kafi age hoti han but osy kafi dar bad team ma mokka mila tha test cricket ma abi or khayel sakta tha jasy ap janty hu agy misbah ul haq jo pakistani team ka captain tha osy nay 42 saal bad retirements lii the or youns kha bi apkaa samny he ha lkain unfortunately Fawal alam ko zadya mokka ni diyaa gaya khair USA ma khayal kar wo zadya passa kama skta han