Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Faisal2202
on 09/08/2023, 18:06:25 UTC
Asslam-O-Alaikum Millinaro kaise ha aap sub log,

Aap me se kafi logo ne neend ma chalne ke bare ma suna hoga . Neend mma chlna kuch log es ko adat mante hain tu kuch log ess ko bemari kehte ha , ke es ko neend ma chalne ki bemari ha Grin Grin. Per hame ye nahe pata hota ke ayssa q hota ha. Essi trah kuch log soo rahe hote hain aur achank un ko aysa feel hota ha ke wo kessi unchii jagha se geer gaye hain halanke wo serf neend ma hota ha , Es se .......
Wa alaikum asalam Gareebo!!!. hm to thik hai ap batao uper ki hawain kasi hain. hehehe.

TBH, article my wo khud likh rhain ky ky iski koi exact reason to maloom nhi lekin isko action ko sciendano ny hypnix jerk ka naam diya hai, Means jb bnda irregual ya phr gusa, or streess wagera ki halat my so jai jasa ky mai choty hota sota tha or hr dafa mujhy khab my cht sy grny ka khab ata tha. Hehe like hr dafa to nhi lekin 2 to 3 times aya. Wesy need ky doran Allah frmata hai ky haamri rohaain jism su nikl jaty hain. Means soty howy rohh hamary jism sy nikl jaty hai or jb hm uthty hai to dobara enter kr di jaty hain.

If you looking forward to mai ayat bi share kr doo ga. otherwise meri baat was not directly realted to your topic so. Baki, bohat su tabirain bi hoty hain khabo ki or tabir ky bary my bohat su ahadees bi hain. Bulky 1 jild of sahi albukhari my bohat sy tabirain hain. i hope un my sy asa hieght sy girny ki bi koi zaroor majood ho gi.