Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
JunaidAzizi
on 11/08/2023, 17:33:52 UTC


ﯾﮧ ﮨﯿﮟ ﻭﮦ ﺁﺭﺯﻭﺋﯿﮟ جن کا ﻣﻮﺕ ﮐﮯ ﺑﻌﺪ ﺣﺎﺻﻞ ﮨﻮﻧﺎ ﻧﺎﻣﻤﮑﻦ ﮨﮯ ، ﺍسی لئے ﺯﻧﺪﮔﯽ میں ہی اپنے عقائد و عمل کی ﺍﺻﻼﺡ کرنا ﺑﮩﺖ ﺿﺮﻭﺭﯼ ﮨﮯ۔
ﺍللہ ﺗﻌﺎﻟﯽ ہمیں سوچنے ﺳﻤﺠﮭﻨﮯ ﺍﻭﺭ ﻋﻤﻞ ﮐﺮﻧﮯ ﮐﯽ ﺗﻮﻓﯿﻖ ﻋﻄﺎﺀ ﻓﺮﻣﺎئے ۔
Bahi Achi information share ki ha aap ne , ma be es per kuch kehna chahta hun ke ye 9 cheeze aap ne bataye ha agr koi es per amal kare tu os ka akhirat ma sar buland ho sakta ha. Ye jetni be cheezay ha har banda ye nahe chahta balke wo chahta ha ke muje agr koi ek aur moqa mol jaye tu ma apni zindagi Allah ke ahkamat per guzar duunga . In short hame chahye ke accept kare ke es dunia se chale jane ke bad wapes nahe ana tu hame har wo kam karna chhaye jo Allah aur es ke Rasool(S.A.W) ke sare ehkamat ko mane aur es ke uper apni zindagi guzare.


Quote
Sab ki Contribution bohat kamal hai contest my. My again yehi kahun gaa ky luck base par  winner ka intikhab naa kiya jaye voting karwai jaye.

ThemePen sir ma be aap ki raye se mutafiq hun luck base ki bajye voting ki jaye tu ye buhat acha hoga kessi ko es per eteraz be nahe ho ga aur assani se be ho jaye ga