Happy Independence Day Urf Baja Day
Asslamualaikum dosto kaya hal hen.
Jesa ky aaj Pakistan ki Azadi kaa din hai. (Wo alag bat hai ham abhi tak Azad nai huwe hmary faisly aaj bhi yahudo nasaara karty hen) Kher phr bhi sab ko Jashn e Azadi Mubarak ho. Naa sirf ye apko
Baja Day bhi bohat Mubarak ho. Ye din ab Azadi ka din kam or
Baja Day bachon ny to naak my dam kar rakha hai sarr dard karna shuru ho gaya hai.
Kherr Allah hmary Mulk e Pakistan ko din dogni raat chugni traqqi dy.

Hahaha sahi kaha ap na independence day ab baja day ma convert ho gya hy. Is bar government na kafi sakhti ke hue the baja py lakin phr bhe awam na zoro shoor sa baja day manya. Abhi yahan hmari tarf to moshla dhar barish ho rhi hy almost eik ghanta sa. Aj ka din hman is ehad ke zarorat hy ky hman mil kr kaam krna ke zarorat hy takya Mulk ko haqaqi mani ma eik آزاد aur khud mukhtar riasat ka toor py agya ly kr jya ja saqya.