Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Compromise me
on 14/08/2023, 21:20:09 UTC
Happy Independence Day Urf Baja Day

Asslamualaikum dosto kaya hal hen.
Jesa ky aaj Pakistan ki Azadi kaa din hai. (Wo alag bat hai ham abhi tak Azad nai huwe hmary faisly aaj bhi yahudo nasaara karty hen) Kher phr bhi sab ko Jashn e Azadi Mubarak ho. Naa sirf ye apko Baja Day bhi bohat Mubarak ho. Ye din ab Azadi ka din kam or Baja Day bachon ny to naak my dam kar rakha hai sarr dard karna shuru ho gaya hai.
Yaar sach kahu toh bachoo NY baaja Baja Baja ky sarr paar diyaa haa, but ab Kya Kahy independence day baaja day Jo ban Gaya haa, 
Waalikum assalam!
Hahaha wase dekha jy in bachon ka shor or in ke excitement  ke waja sy he hamay masos hota hai k koi Tahwar hai ,Nhi to ham, to asie mukky talash karty hain ke ham khul kar  so sakien aur zayada tar hai asa he hota hai koi b Tahwar Yani chotti ati hai to 12 ,1 bjy Sy phely uthy he nhi ,In bachon ke waja sy he hamay Tahwar ke khushi or apna bashpana yaad karny ka muka milta hai.

SEC Alleged DEBT Box with $49 million Frud

Asslam-O-Alaikum [/b]
Waalikum assalam Bhai AP ka b independence day hai Yan Kal hai AP ka 😅 Mazak kar Raha hun.
 Wase meny Independence day ke khushi aur watan  ka jandda gadd diya tha ,phely meta par phir reputation par phir unho ny "other" par "off topic" par move kardiya .