Mehnat tho chor b karta hai chori karne mai, cricket k par agar bet lagai jae tho wo b mehnat hai, bank wale jo sood karobar karte hai wo b mehnat hai. ye apko kis ne sekhaya k mehnat ho tho wo cheez halal hothe hai?
Kia quran ki ayat nahe pare k " zulam aur guanh k kaamo ma madad na kare"". mehnat ko sahi jaga par lagae jaha par haram ka shuba na ho.
jaha par koi gunah aam ho aur us se bachna b aasan ho tho us ko apne marzii se karna k yaha tho sab karte hai, ye daleel hai haram ko halal karne kii? kal ko zinaa aam ho jaegee per ap zina karoge. Aurthe nange sar ya bareek lebas mai Lahore aur big cities ma jae tho ap esko b halal keh doge?
aur ye koi daleel hai k pehle tasveer k baare mi fatwa aur tha aur ab aur hai? fatwa janthe ho kaise dethe hai? aur agar zamane k sath farwa badal jae tho ap pehle wale ko ghalt kahoge?
koi toss daleel hai , jis se ap gambling promoting ko halal kehte ho? agar toss daleel nahe hai tho jaan lena chaiye k k jan boj kar haram ko halal kehna kufar hai aur thaweel k sath kehna gunahe kabeera hai.
Aur to aur pehla installment py cheezan lena bhe soad ma ata tha pr ab Muft Tariq Masood sb farma rhya hn ky ya Jaiz hy. Waqt ku saath saath cheezan badlti rehti hn. Jiss ko jo cheez na pasand ho wo usa haram keh deta hy aur jb fayda dy to wo usa halal keh deta hy. Aj kal eik debate bitcoin ky brya ma bhe hy ky ya bhe haram hy. To kya ap bitcoin ko chor dyn gy?
Gambling signature campaign ma participate krna mera nazdeek koe bura kaam nhi jb tk ap khud gambling ma practically participate na krn.