Why everyone do not reply me ?
I need your advice on meezan rozana amdani fund
Mariah sahiba q nahe reply karege, magar bath ye hai k muje research ka time nahe mila jis waja se agar ma reply karta b tho faida mand na hutha. ek bath hai k Pakistan ma jitne b bank hai included Meezan aur other islami bank, enka nafa wala account bnana sahee nahe q k en ka karobar sahee nahe hai aur jamhoor ullama ne aise nafa ko ghalat qarar dia hai. mai ne meezan rozana amdani fund par abe research nahe kia aut aaj kaafi thaka ho q k madrassa k bad seedha gar per 70 km thak ka safar aur per wapsi. Mai inshaAllah research kar k btha donga.
Please i am waiting kiooon k yeah mera liy bohat zarori hy janana. ap kabb takk batta dein gaaay, ? Bohat sukeria
Meezan bank Pakistan ka premier Islamic bank hy, mutlab k Islamic banking ki bunyad asi bank c start hoi thi Pakistan mein aur yeh 100% halal basis p kaam kr raha hy.
I think k ain ka mutual funds aur saving account sab hi halal hein aur app ain mein investment kr saktay ho.
Below kuch videos hein jin mein bhi batya ga hy k yeh bank sahi hy aur yeh Mufti Taqi Usmani kay mutabiq bhi sahi hy.
Kia Meezan Bank Aur Bank Islami Me Saving Account Khulwana Jaiz Hai?Meezan bank mein Mufti Taqi Usmani Sahab ka kirdar.Islamic Banking in Pakistan