Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
UmerIdrees
on 28/08/2023, 02:20:23 UTC
jawab mera ye hai k Aksar Ullama Islamic aur commercial banks ko ek palre ma rakhte hai aur koi farq nahe karte jab k Mumtaz Mufti Taqi Usmani sahib aur dosre chand ullama esko jaiz kehte hai. ab taqwa tho yahi hai k en ma paise na rakha jae magar agar koi rakhe tho aur profit le tho usko najaiz nahe keh sake ge magar taqwa k khilaf hoga.

Mufti taqi Usmani sahib poore dunya goome hai aur finance mai usko kaafi maharat hasil hai aur dore jadeed mai Meezan bank k sharait Islami osoolo k mutabiq keh rahe. Ab ye tho ho nahe sakta k Khulafae rashidain k tarah pak saf ho magar kuch had thak control mai hai. es liye ab ap apne apko dekhe aur usi k mutabiq action le le.

Bhai jan, app ki kehna cha rahay ho ?
Gambling Signature k case mein app ko fatwa chayee aur idher jab fatwa mil raha hy aur aik achay Mufti sb fatwa daay rahein hein Meezan bank halal way mein sari mamallat kr raha hy, phir bhi app ni mantay  Huh

Han kuch banks sirf naam ky Islamamic hien, mein aun ki baat ni kr raha, specfically Meezan bank is the only Jo total Islamic hy. Ya agar app wahan p deposit ni kr rahay tu yeh log sahi ni ?  Jaisay k app Ludo aur Tassh ni khel rahay tu saray bachay hi gult khel Khel rahay hein.

Khiar Yeh fatwa jo Meezan bank ki site p avaible hy, woh bhi idher hi paste kr raha hon.