Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Cheema02
on 07/09/2023, 01:30:47 UTC
Ethereum's Price Struggles Between $1,680 and $1,200

Assalamalikum to all my dear community,
Crypto analyst ke mutabik, Ethereum (ETH) agar $1,680 ke neeche rahe toh $1,200 tak aik aham tezab karne ka samna kar sakta hai qkh ke $1633 se $1681 ke darmiyan weak support ki wajah se. Is kamzor support ke chalte traders ke liye pareshani ka sabab ha sometime ke jab ke aik bari tadad mein holders abhi bhi nuksan mein ha jo apne assets bech kar price ko aur kamzor kar sakte hain.


Source: IntoTheBlock/ali_charts
Lekin, ismein thora sa umeed bhi hai kyun ke Ethereum ke ek whale ne haal hi mein 19,506 ETH khareeda, jo aik mumkin price ki izafa ki taraf ishara karta hai. Is whale ka pehle bhi tareeqe se low price par khareedne aur high price par bechne ka tareeqa raha hai. Magar abhi tak Ethereum ki keemat $1,624 par hai jo ke aik 0.8% giravat ke saath hai, aur crypto market abhi bhi uncertain hai jahan Ethereum ki keemat ke qareeb future mein aik make ya break scenario ho sakta hai. Source