Is Pakistan discontinuing Rs5000 currency note from Sept 30?
Market Mai ajkal ik news kafi trend Mai haa ku Pakistan Mai 5000pkr ky note Ki dis-continue Kiya ja raha but apko bata Chalo ky iss news ka haqeeqat sy koi laina daina Nahi. Balky yeh ik afwah palai Gaye Pakistan Mai aur baad Mai media NY oshy ochaal toh kafi trendy Bann Gaya. But jis tarah Pakistan ky Abhi ky halaat haa toh hoona toh yahi chahiya ta it 10k ky new note banwa ky introduce Karwa dy q ky paper pa bhi kafi karcha hota haa aur printing pa bhi. So pahly bhi aise baaty Howe tee ky 5k note end hojai gaa but aisa kuch Nahi haa. Aur hamary jitny bureaucrat aur politician haa unky Balck money Jo pary haa woh saary 5k note ky bundel Mai haa so woh bhi iss Cheez ko Kabhi allow Nahi karyngy q ky daba ky Jo kami aisy income tax ky hatoo kaisy char jai. So be aware of these kind of scam news..
Meray khyal c agar yeh hota hy aur 5000 ka note ban ho jaata hy tu yeh bohat achi baat hogi. Bohat saray loogoon k gharoon mein black money perthi hy 5000 rs ky note ki shakal mein, Ab agar government ny koi deadline daay di k ais date tak note bank ko day k 1000 walay note lein lein tu aun ko tu issue dun juey ga kion k itna sara paisa bank lay k jiey gay tu pakray jein gay k intni paisa hy aur tax bhi ni detay thay.
agr ap ke pas ha 5k wale notes jo ke yaqeenn honge tu os ko simply bank ma change karwale

Ais time
meray pass sirf aik note hay 5000 ka, aur woh bhi mein spend kr doon ga juld hi koi ghar ka sooda, ghee dalein lay aoon ga.

Aur i hope k humrai communty mein kisi k pass 5000 ka note na hon kion k i told bohat bar k apna sara paisa bitcoin ya USDT mein rakeein, 5000 kay notes (PKR Currecny) ki value tu din b din kaam ho rahi hy aur you are in a loss if you have PKR currecny notes.