Baqi Agar Bura na main ispe roshni dalian ka reason kia haaa ..... yani ka dosri waja... wo ye kia sahi ha apke nazdeeq.
Yeh doorsri wajah "compromise me" c poochein, meray c ni. Ais ka jawab "compromise me" dein gay kion k yeh theory aun ki taraf c ayee hy, meri taraf c nahi.
yaha par ma ek point add kar do k haram ko haram smj karne wala haram ko halal smj kar karne wale se behter hai q k jo harma smjtha hai tho wo tauba b karega k Ya Allah ye haram kam ha, ye gunah ha jo ma kar raha ho muje es gunah se bacha le aur umeed ha k esko Allah pak jald nekal lenge. jo gunah ko gunah he nahe smjtha tho wo tho kabe maagi nahe mange ga aur baghair tauba k marega tho ye pehle se ziada khatarnak hai .
Gambling tu haram hi hy aur hum mein c koi bhi gambling ko halal ni sumjhtaa. Ab rahi baat gambling signature ki, tu yeh advertisement mein ata hy, but hum gambling ko promote bhi ni kr rahay hotay lkein kion k itnay bhai ais ko gult kethay hien tu yeh gult ya gult kay qareeb hosakta hy but Allah hume gult kaam kernay c bachayee aur humaray gunah maaf keray. Amin
Ap k sawal Sy mere AP Sy aik sawal hai aur waja b bataiyie ga k AP gambling ko kis waja sy sai kahty hain AP aur Galt kis waja sy nhi kahty
Ab ais ki zarorat ni rahi, gambling signature bhi ksi hadd thak 100% thiek ni hein. Allah hum sab ko guaah c duur rakhay aur humeein maaf farmayee, Amein.