Or agar hum dakhai jab sy ya smuggling ruki howie hai sugar ka rate b kafi nechy agaya hai or dollar 297 tak agaya hai as on google result or jab sy dollar ki smuggling ruki hai afgani rupee b weak hota ja raha hai jis sy ya pata chalta hai k ab tak pakistan sy bohat zayada dollar afganistan mai smuggle ho chuka hai I wish k esha tarha smuggling ko stop kiya jayee jis ki waja sy Pakistani currency strong hoti chali jayee gi doller k against which is really Good point
Yeh teek haa ky Pakistan sy dollar ki smuggling hote rehte haa jis sy economy pa bad effect Parr raha haa, but agr hum doosre taraf daikhy toh toh paksitan Mai tomato ky prices high ho rahy haa isky ilawa fruits bhi mehengai ho rahy haa iske ahm wajah tomato Ki market Mai kami haa aur Afghanistan sy Jo tomato aur fruits ky truck Barr bar ky aarahy ty woh boarder Ki brandish Ki wajah Sy USS par kary sarr raha haa agr yeh doors open hojate with tough security ky dollar na jai but waha sy yeh saste cheezy toh Aata jis sy yaha prices control ho , q ky jaisy hi market Mai zyada supply ayai ge prices km hojai ge. Abhi unky mutabiq woh ik full basket woh just 30 rupees Mai dy rahy haa but koi buy karny wlaa Nahi jis sy unky traders ka kafi loss Howa haa, so kehny ka MATLAB ha ky hum ik taraf dollar rookyngy ky liya ikdamaat kar rahy haa but doosre taraf fruits and vegetables Ki prices ko control karny ky liya koi strategy Nahi bana rahy haa, so just security tight kary aur hamara aur unka nuksaan na kary,
Ye jo tur kham border band ha eski waja smuggling ko rokna tho nahe hai bal k asal waja Afghanistan ka Pakistan k jaga par ade bnana tha jis par Pakistan fauj ne firing kii aur mamala kasheeda huwe. yahi waja ha k jis kee waja se border ko muzakrat thak k liye band kia gia magar lagta ha k muzakrat kamyab nahe huwe jis waja de filhal band hai.
G Zain bhai , apke bath teek ha k Afghanistan se kaafi sabzia aur especially tomatar aatha ha aur ek news ma ma ne dekha k Afghanistan k hakoomat ne tomotar wale trucks se wo khareed liye tha k unka nuqsan na ho aur un tomato ko sukhane lag gae tha k wo kharab na ho. dekho strategy unki, kia kamal ki ha k apne kisano ka kitna khial karte ha q k ghalti tho fauj ki ha k wo apas ma lare jab k awam k nuqsab wo khud bardasht kar rahe