Gold rate in Pakistan reduces by Rs2600 per tola
Aoa, pakistan ma gold Rate ki price mein ahem kami aayi hai, aur ek tola ke liye Rs2600 ki kami ke baad ab yeh Rs209,400 per tola tak pohanch gayi hai. Yeh kami sonay ki keemat mein ahem tabdeeli ko darust karti hai. Sona k price mein yeh kami mukhtalif asbaab par asar kar sakti hai jaise ke aalmi market ki rawayat, currency exchange rates, aur demand or supply. Gold ki price ki tabdeeli ko dekhte hue, sone ke market mein shamil logon aur gold ke assests ya gehnon ki kharedari ka lay price sy update rahna zorri hai
/url]
g bilkol bhai gold me rs 2600 kami huwi hai ye tho achi bat hai ab ghareeb logo ko lene me thori asani hugyi leken moje lagta hai ye khuch dino ka lie kami huwi hai ye apna rate shayad apne purane rate se bhi ziyada hu jye agr agr koi chahta hai ka mere paiso me azafa hu jiye wo golg khareede q ka shayad gold khuch dino me apne purani rate se bhi ziyada hu jiye tho es se apaka paiso me bahut azafa hu jiy ga