
Tamam dosto ko Aslamo alaekum!
Umeed hai saare friends khushhal hongae apki zindagi ache chal rahe hogee. acha something different cheez mili hai tho socha k yaha share karoo. Gareelo totke jisko ham thori kam hesiat se dekhte hai wo agar ghaur ki jae tho kaafi mufeed hai aur jadeed technology aur medical se pehle log enhi desi elaj aur desi totko ka use karte the. pechle hakeem b etne tez hothe k nabz dekh kar bemari ko pehchan lethe. es k baare ma kaafi kitabe hao jo interesting hai. Luqman hakeem Rahmatullah Alai ka tho sab ne sunna hoga jis k qisse kia he ajeeb mashahoor hai .
oper mai ne jo tasveer beje hai waha par kuch asan elaj ka tareeqa bathaya hai. es ma jo no 5 hai wo mera apna azmaya huwa hai jo k gala ma jab dard ho zukam ya kisi waja se tho us k liye bahot ziada mufeed hai. Hamare ustade Muhtaram ha jo maulana b hai aur hakeem b usi ne hame ye tariqa bathlaya tha aur us waqt se jab b mera gale ma thakleef hothe ha tho ue tareqa karta hoo tho Allah k fazal se 5 mint ma thakleef door hothe ha.
muje apna ek waqia yad ha k mere ek dost k paao k angoote am nakhun andar ki side gia tha tho us ne 10k ma small operation kia jab k same muje wahi masla aya tho madrassa k talib ilm ne piaz us par bandne ka mashwara dia aur subh ko angoota belkul teek tha aur 2 baar per aisa huwa magar har bar yahi harba use kia aur shukar ha ab thak dobara koi thakleef nahee huwe .
Hamare ek ustad hai jo Maulana b hai aur hakeem b