Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Publictalk792
on 28/09/2023, 12:51:45 UTC
By the way kia caretaker govt ka ye kam ha ke wo koi initiative kar le kesi be projects ka muje nahe lagta q ke caretaker ka kam serf election ko facilitate karwana ha aur jo already exixting projects ha un ko baghir kesi roqawat ke chalana ha bs baqi en ka koi kam nahe ha . Per khair ye pakistan ha yaha kuch be ho sakta ha . Pakistan ki mesal be crypto workd ki yrah ha kab kia ho jaye kuch pata nahe chalta Grin Grin Grin Grin
Bhai ap ny to khud hi point raise kar KY khud hi Jawan dy Diya. KY ye Pakistan hy Yahan kuch BHI mumkin hy. Yahan Har koi apny muqarrara kaam sy barh kar Kam Karta hy. Iska MATLAB huwa KY log Yahan KY bohat zyada Kam karty hen hargiz nai upar WALA jumla pura kar dun.
Yahan Har koi apny muqarrara kaam sy barh kar Kam Karta hy Lekn Kam wo WALA kiss my ussy khud kaa faida nazar aye. Grin Grin