Ma ya campaigns dekh rha tha aur is campaign pr a kr run gya. Kyunka is campaign ma Shahzad Afzal bhai na bhe apply kea hua hy aur moderator na unka apply krna ko pasand bhe kea hy.
Mari jahn tk knowledge hy shahzad bhai na abhi tk kisi camapign ma apply na kea. Wo sirf Pakistan forum ka signature use krta hn. To shahzad bhai kuch hman bhe to btyn ka is Campaign ma aisa kya hy ka apna apna record toor dea hy kise bhe Campaign ma participate na krna ka.