Aj 12 ODI jo k Narendra Modi Ahmad Abad stadium ma India aur Pakistan k darmyan match khela jyga jis ma kafi tadad ma tamashai nazar aygi q k apko pata he hy jab b India or Pakistan k darmyan match hota hy kasdeer tadad ma log match sy lutf andoz hony k lie aty hain lekn sawal ye paida hota hy k jis tarha kaseer tadad ma log ajaty hain match b waisy dilchasp hoga ya barish ki nazar hojyga
q k zaray sy malum hua hy k badal kafi chay hue hain or barish ka b kafi imkaan lagta hy or agar barish ki waja sy match par asar parhta hy toh faida konsi team ko jyga babar azam b kafi pur umeed dekhai dy rahy hain or dusri taraf India Australlia ko Chennai or Afghanistan ko Delhi ma harany k bad barha he taqatwar dekhai dy raha hy