Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Bitcoin Plar
on 14/10/2023, 17:29:55 UTC
Assalam o alaikum
umeed hai sub teak tak hongy pakistan apna match india se haar gaya to wohi purani rewayat kaim rahi yani 8.0 mujy s match main kuch calaps nazar ayi k kahi match fix to nahi ta leken aisa mumkin nahi q k india jis level ka game kehl raha hai wo best hai. aur ek aur bat k ajj afghanistani logoun ko india k suport krty dheka aur woh sochty hain india humara 2nd home hai
yad rahy k Pakistan or India match ma aksar aisa hota hy k log match fixing ka sochty hain par reality ma aisa nhi hota ek toh bath tamashai ki b ti q k jab hosla afzai wala koi na ho toh match aksar har jaty hain or ap sab ko toh pata he hy k India or Pakistan k match ma tamashai ka asar zyada parhta hy.

Or india form ma b hy ajkal specially on ksath jo player hain virat kohli ki bath ki jay toh wo pressure ma aisy khel jata hy ye toh baghair muqably k match ta jo asani k sath jeet jana ta asal ma shoru sy he mistake hui agar pehly bowling karta Pakistan toh mumkin ta k muqabla kaanty ka hojata lekn jo hua ab agey behtar ho.