Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
GbitG
on 23/10/2023, 13:32:52 UTC
mujey koi is tarah ka msg abhi tak to mausool nahin howa,magar Octafx ke elawa baqi website ya app ka naam main ne pehli baar daika hai,ho sakta hai in ki activity mashkook hon isleye hakoomat nain ye msg baija ho,magar is main baqi exchanges ka zikar nahin hai,jin main pakistanion ki aksarit ne invetment ki hai,jaisy Binance,kucoin wagiara.

aisy bahot se app aate hain jo logon ko aik acha munafa ki lalach dety hain,aur aksar log onky fraud main pans jaaty hain,aur apna saara sarmaya lalach main zaya kar dety hain.baharhal pakistan main legal to koi bhi trading nahin hai,chaye koi crypto currency ho sub illegal hain.is leye aisa aksar bankon ki taraf se bhi msg aaty rehty hain.pir bhi ignor nahin karna chaeyee.kiyonky safety first.
Mujy bhi koi aisa mesg mosool Nahi Howa haa but may be government ny khud kafi Bando ko isky baary Mai aware karny ky liya yeh program start Kiya q ky recently kahi wait waqaat howy jis Mai new apps aaty haa aur unka plan yeh hoota haa ky pahly apna thoora paisa lagwa ky logo ka trust earn karty haa aur achy achy profit daity haa aur phir unhy refer ka greed daity haa ky itny itny bandy lawo toh isky badly itna mily ga jab woh refer first investment kardy so aksr baad Mai aany waly refer pans jaty haa aur unka saara paisa company lyky baag Jata haa like recent scam Jo howy like IDA, perpal, B4U etc. Toh nuksaan Ki soorat Mai sab police ky paas jaty haa toh un sab cheezo ko avoid karny ky liya Shayad government ny yeh step liya which is good.