Waisy aap pehly bandy ho jis ne Bitcoin main investment nahin ki hai magar pir bhi bitcoin ki qeemat barny se kush hain

,halanky jin logon ne bitcoin main investment nahin ki hai wo saary pareshan hain ke qeemat barh gai,aur wo mazeed kam ka intezaar karty reh gay.baharhaal achi baat hai ke aap ko apny comunity ka itna kayal hai.waqahi qeemat ooper jati daikh kar bara acha lag raha hai,aur qeemat 35k ko bhi touch kar ke 34k se ooper trade ho rahi hai.
Ahahaha je je bro ma waqe ma buhat Khush hun yaar daiko kia huwa agr ma ne btc ma invest nahe keia baqi community walo je tu keia ha na jaise ke app hamza, gladiator, zainmalik aur baqi sub log agr btc uper geya aur os ki waja de en sub ko Thora da faida be huwa tu muje tu buhat Khushi huwi. Ma aysa Banda hun logo ke Khushi ma Khushi aur narazgi ma UN ka hamsfar. Han ye tu Khair ma ne dair kar de ha ke ma ne btc ma investment ki q ke abi tu btc uper geya huwa ha per per jab kabi ye neche ayega tu ma zarror buy karunga khair abi be late nahe huwa ha aur waise be os point per Kafi resistance ha tu ma ab bi kar Sakta hun per agr wo neeche agye tu aur be maza ayega