Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
HONDACD125
on 25/10/2023, 05:07:10 UTC

Mujy nai lagta KY Bitcoin my investment my der ho Gai hy ye to Abhi BHI Ki jaa Sakti hy. Or Abhi BHI wait kar sakty hen. Because Bitcoin Abhi dump kary Ga. Q KY iss waqt sab Thi believe kar rahy hen KY bull run has just started. But ye believe jab pukhta hoga to long position walon ko liquidate Kiya Jaye Ga. Kher PHR BHi ye to market Hy or market kaa kuch pata nai KY Kaya kary gi.

Bai jaan Bitcoin main investment abhi bhi belkul achi hai,agar long term ka erada ho to karna acha hai.bahaz log short term main bhi investment karty hain.Bitcoin agar apni position kuch din barqarar rakh le to ho sakta hai ke 40 hazaar tak chala jaye.aur is ke chances bhi zyada hain ,dosri sorat main ye 32000 tak wapas aasakta hai.abi bhi bahot sary log jinhon ne short position li ti un ko liquidate kar diya gaya hai.

jis ke paas paisa maujood hai wo abhi bhi bitcoin main investment kary to aany waly bull season main acha munafa kamaya ja sakta hai.kiyonky agly saal halving ke baad aksar bull season start hony ke chances zyada hoty hain,pir 350000 ko bhi hum miss karen gy ke kash is qeemat per khareeda hota,jis tara kuch log bitcoin ke 10000 dollar tak aany ke intezaar main te aur 15k per nahin khareeda,aaj wo afsos kar rahen hon ge,aur un ko 15k per dobara milna mushkil dekai deta hai.