Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
BitcoinPak
on 05/11/2023, 08:33:50 UTC


Hamre Pakistani awam ne bavuma bechari ka etne meme bnaya k kia kahe. hanare Pakistanio ko ek cheez mil jae tho usla trend bna dithe ha. Ek baar unho ne Sarfaraz dhoka de gia ka trend bnaya tha per chacha ka aur bavuma ka. Afghanistan South Africa se win kar sakta hai?
Bhuvma kia zrort Pakistani team ko billul ha kiu kh agr Afghanistan ya match kheet jaata ha to oska quality karny ka chances zadyaa hu jaye agy NewZealand or Pakistan sy is laya gar pak ko qualify karna ha to osy eng ko hurna hu ga or afg apnay 2no match har jaye to insh allah han qualify kar lay gay or nz bi match sl sy har jaye to hu jaye ga rashta asan Pakistan ka kay

NZ vs SL
Pak vs England

Mera khayal ma NZ aur Pakistan dono hr apna akhri match win krna ke capability rekhta hn. Afghanistan ka next 2 matches SA aur Aus ky saath hn. Afghanistan jis trh tournament khali hy wo SA ko hrana ke selahyat rakhti hy. Pakistan ka chances abhi bhe kum hn kyunka NZ ka NRR Pakistan sa zayda hy.
Hn pak or Nz acahi teams ma raat to sary Pakistan walo nay soch liya kh world cup sy bhair hu gayee hn lakin phr Fakhar ka jaudhu chal gaya or boby ka chal or match jheetwa diya 2no nay Pakistan ko lakin abi bi semi final ka lay Sl ko nz ko harana hu ga lakin 9 nov ka din barish ka 70% chances ha mojy kagta match washout hu jaye gaha or Pakistan jheet kar semi final ma punch jaye ga.