Samson Mow say in a interview, kay jin countries may Cryptocurrency ban hay. hmein un government ko cryptocurrency kay barey may zroor educate krna chahiye kay how actually cryptocurrency work. because if we do not educate government , to wo cryptocurrency kay related wrong policy bnatey rahey gay ...
Yeh toh bohout ache baat haa agr aisy steps liya jai aur different countries ko convince Kiya jai ky woh Cryptocurrency ky baary Mai apni policy narm rakhy toh yeh Cryptocurrency adoption growth Mai kafi kaar-amad sabit hosakta haa. Jaisa ky sabko maloom haa ky hamary country Mai
double sha ka ik bohout bara jatka logo ko Laga ta MATLAB logo ko choona lagwa ky baag gai ty log so ab hamare government Cryptocurrency ko samajny Ki bajai SAB cheezo ko same nazr sy daikh rahe ba Jo ky bilkul ghalat haa q ky jis-tarah real note currency ky achy aur bad use haa isse tarah Har Cheez ha Ky hoty haa so ab ap drug smuggling Mai use hoony Ki wajah sy paper note ko ban Nahi karsakty.
At the end begger can't be chooser hum begger haa aur hamary Maalik USA Nahi chahta ky hum crypto adopt Karky usky dollar Ki Ghulam Sy azaad hojai so bs wohi main scene ha