Ji ye to hai kafi log hen Sindbad my kuch Mixero my hen or kuch ny Gambling signature wear kiya huwa hai.
<snip>
Or jis ny join nai kiya apna apna decision hai. Or rahi waja to wo sab hi janty hen ky kaya waja hai.
Asa tu nahi hota k hum bus keh dein sab k apna descsion hy aur mera bhi bus apni wajohat hein k gambling join kr li aur ais kay pass yeh wajah hy k ais ny gambling join ki.
Ais tarah tu dunyia mein a app jo marzi kertay rahoo. Mera bhi dil kr raha tha aur mujhee bhi bazar mein chalti larki achi lag gayee aur meine usay utha lia

KFC ka mood tha, daka mar k maza c KFC kah lia

Car leni thi aur paisay ni thay tu sood p qarza lay lia
Hum mooat ko bhool chukay hein aur bus dunyia ki zindagi ko sab kuch sumjhtee hein.
Haram Ko Halal Na Karo