GSMA Report 4.3 Billion Smartphone Owners
linkAssalam o alikum bhio GSM Association ki riport ke mutabiq duniya bhar mein 4.3 arab log smartphone istemal kar rahe ha jo dunia ki abadi ka 55% ha jin mein se 4 arab internet apne smartphones ke zariye istemal kar rahe hain. Farq mazahir ha North America aur East Asia mein zyada 4G istemal hota ha jab ke Sub-Saharan Africa aur Middle East mein bari tadad mein log 3G par bhi aitmaad kar rahe ha. Mobile internet mein izafa hone ke bawajood 3.4 arab log ab bhi internet ke muqami faide se mehroom ha khaas tor par Sub-Saharan Africa aur South Asia mein. Our 600 million log internet feature phones se istemal karte hain aur mukhtalif rukawatein smartphones ke sahi istemal mein aarahe ha jo mali nuqsaan aur dehati abadi ko mutasir kar rahi ha jis par fori digital shamil karne ki zaroorat hai.
ab tho online do ho chuka ha.. waqt k sath sath badalna parta ha. agar ham online earning se door ho tho matlab hame hardworking ziada karna hoga aur paisa kam melega.. Online earning ma skill ka hona zarore ha... Hamare log airdrop aur ponzi scheme karte ha jis se profit hotha ha leken ye long term nahe ha aur bath ye ha k agar skill seekha jae tho online earning ma aasani huge ziada. d
Dehatho ma es kee taraf tawaja kam ha jes ke waja se smart phone kee kame ha aur kai elaqo ma tho internet available nahe ha air online earning ka tho wo smjthe nahe ha.