Tamam wo Pakistani jo k Sinbad compaign ma the tho unko ghabrane kee bath nahe q k asal sukoon refill hone ma hai. Good news ye ha k Sinbad ka wallet refill hogia hai. Royse ne message kia tha k Sinbad ki main management team ne us se rabta kia k un ko maloom nahe the. wo smaj rahe the k payment maujud ha. 20k USD es waqt maujud ha jo k 3 week ya 4 k leye kafi ha. ab sab kush ho jao aur metaia bant lo. Umeridrees sahib ko bahot bahot Mubarak ho.
Yeh toh bohout good hogaya waqi Mai q ky community ky bohout Sary member iss campaign Mai shamil Ty, aur sach baat the haa ky bohout saary Bando ka full dependency iss signature payment pa haa kafi cheezy iss salary ky sahary buy karky manage kar rahy haa kuch logo ka iss pa Ghar ka karcha Chal haa so kafi tension te but ab sab Ki duao ka Sila yeh Mila ka ik Baar phir umeed Ki ik kirn jaag Gaye aur wallet refil hogaya sab ko bohout bohout mubarak ho
But yahan meray two questions mein k yeh jo isreal ki porducts hiein jo Pakistan mein tiar hoti hien aun k halway c 3 questions
1- Since k yeh cheizen direct bahir c import ni hoti bilkay pakistan mein bunti hy tu ain c Pakistanio ka rozqar jura hay na k Isreal ka ? kia yeh baat theik hy ?
2- Agar hum ain products ka boycutt kertay hein tu kia ain products ko mac=nufacture kerny wali Paksitani, ain products ki companies men job kernay walay, aur distributors aur shopmans ki rozi mein muskil ni ayee gi (kion k sab Paksitani hein ) ?
3- Last swal k kia jis tarah ain products ko use ni kerna chayee.,.. tu ain products ki marketing aur advertisments bhi ni kerni chayee ?
Apky sawalaat kafi achy haa, firstly baat toh yeh ka Jo products apko big marts aur mall Mai milty haa woh mostly branded aur imported hoty haa jabky Ghali ky nukkar Mai Jo shop Mai milta ha uska import Sy koi taluq Nahi woh local banee hote ha bs sirf us Cheez yani brand ka name daal kar sell kar rahy haa
Aur woh Kya kehty ha kuch paany ky liya kuch Koona parta ha so bs unko apni job ka nazrana daina hoga agr unky share Ko de value Karna ga aur nichy girany ky liya .
Brother use Karna hamary hath Mai haa aur rahe advertising Ki baat toh woh tv channels waly karty haa mostly jis par hamara koi grip Nahi ky ussy rooky yeh hookmat waqt ka kaam haa hamary hath Mai products ko use na karna aur uska boycott Karna ha Jo hum kar rahy ha