Crypto Advocate Waqar Zaka Calls for $2 Billion Fine on Binance
🤨 Abhi Crypto Enthusiasts iss bat ke tasdeeq NAHI kar saktaa k Waqar Zaka naa Sahi keya yaa NAHI par Mera khyal ka mutabik Waqar Zaka na bilkul wahe keya Jo Karna b caheya. Pehla maa iss
Tweet ka ref da explain karonga kaa Waqar Zaka na yaa q kia ?. Iss leya keya q kaa Binance naa 2021 ka session maa Waqar Zaka ke 1 million dollars ke trade ko Freez keya or pir bad maa jab Waqar Zaka naa CZ saa bat kee to wo funds ko Dana ka leya tayar NAHI taa or balka Ulta uljna Laga.
To Mera khyal saa Waqar Zaka naa iss reason saa pak article kaa taht CZ ka khilaf mukadma darj keya. Or yaa bat b tab bani k jab CZ to US na UN registered US Business kaa case maa bann Karna ka announcement keya Matlab Binance ko US walo naa is leya bann Karna chaha k wo register NAHI taa. Jis kaa bahis US na 2 Billion dollars fine addh keya CZ par. To Waqar Zaka naa moka ka advantage hasil kar kaa Pak Addalat maa CZ ka khilaf APNA fund kaa chore karna ka sabab Case jare keya.
So I hope k Waqar Zaka ko CZ APNA funds wapis kar daa gaa Jo Binance naa trade maa Freez keya taaa.