Are all exchanges safe except Binance?
CRYPTO market kisi aik exchange ke sahary nahin khari hai,ke agar aik exchange nahin ho ga to sub kuch katam ho ga,aur na itni kisi ki ujhara daari honi chahyee ke os ke bagair system na chal saky.her aik ye samajhta hai ke os ke bagair NIZAAM nahin chaly ga,magar kisi ke jaany se kuch nahin hota nizaam pir bhi chalta rehy ga.
Brother, Mein apki es bat se 100% agree kerta houn k crypto market kisi ek exchange k sahary nhi chalti and
No Exchange is bigger than the magnitude of concept of Bitcoin. Exchanges rely on Bitcoin to run their operations, while Bitcoin thrives on its inherent strength.Bilkul Right Crypto sarf ik Binance ki wajjah sya ni chal rahi ha but Binance ki wajah sy crypto market down hu jaye ge btc 3k to 5k tak ya jaye ga agr asa hva or Ethereum 50 sy 80$ ka hu jaye ga. Baqi hal hi ma
Unlimited Hangout ki taza report ka mtbak Noah Perlman Binance ke chief compliance officer ke khilaf sakht allegations hai, jin mein FTX ke girne Gemini exchange ke masail aur convicted sex trafficker Jeffrey Epstein se talluqat shamil hain. Agar yeh daaway sabit ho jaayen toh ye Binance ke liye aham executive scandal ka sabab ban sakte hain, khaas kar jab iss ke purane CEO Changpeng Zhao ne istefa diya tha. Or Bnb ki price daily basis pr down ja rahi ha

Perlman ke Epstein se rishte unke walid ke zariye aur unke roles Gemini aur ek musalsal bank mein, allegations ko mazeed gehraai dete hain. But yeh zaroori hai ke yaad rakha jaaye ke yeh daaway ab tak kisi official tahqeeq ya hukoomat ke zariye tasdeeq nahi huye hain. Media reports Binance ke managment se jawab aur Perlman ke talluqat ki mazeed janch ki zarorat ko zor shor se keh rahi hain. Abhi tak Perlman ne in ilzaamaat ka official jawab nahi diya hai jo Binance aur Perlman ke is grave ilzaam ka jawab dena aur inka hal nikalne mein be sabri ka sabab bana hua hai
for more details