Assalam o alikum Waqar Zaka Pakistan ke crypto duniya mein aik numaya personality nay, Chief Justice se darkhuwast karte hain ke Binance aur dosri crypto companies par $2 billion ke baray fine lagaya jaye jinhe Pakistani qanoon aur constitution ke uroojat ki waja se muzir qarar diya gaya hai. Zaka ne Binance ke hal hi mein US mein qanoon ke masail ko saboot ke tor par pesh kiya hai, aur Pakistan ke Constitution ke Article 184(3) ke mutabiq adalati karwai ki darkhuwast ki hai. Apni peechli qanooni musibat ke bawajad Zaka umeed karte hain ke Supreme Court is masle ko sergarmi se dekhe ga jis ka Pakistan ke crypto manzar aur dunya bhar mein crypto world par asar hoga.
Sab se pehle tho es pagal aur kamine shakhs ko Tha umar hayat ba mushaqat saza hone chaiye k es ne logo ko future k daldal ma phansaya hai. Agar cha es ma logo ka lalach aur bewaqofi shamil ha magar rehnuma tho ye bne hai. Kuch takonke khatir ye begherat insan ye nahe dekhta k kisi ka nuqsan hi jaega. C
opy trading k sath ye lakho rupe logo k waste kar raha ha q k exchange en k sath mele hothe ha. Aise users ko apne logo k sath honest hona chaiye tha k technology taraqi kare wo b daire k andar. Ye tho daire se bahir hai. es ne ek app launch kia ha jaha par ludo wagira par gambling hothe ha tho Pakistan k aain k mutabiq esko b saza hone chaiye. sorry agar koi eska fan ho magar es ne kuch daaere cross keye ha jo k sahe nahe ha.
Bhai ma to is shkas waqar zaka ko acha insan smjata tha wkh ya loogo ko crypto ki education deta ha Our is jay aik Group Bi baniya ha Facebook par wha loog 10$ laga kar join karty han learn karty or sath signal dtya ha lakin jao apnay kha kh logo ka future khrab krta exchnage ks sath mial kar to kaafi harran kan batt han mary liay ma to khud kuch seekhany ka lay isy join kanr achah rhaa tha.