Bahi kia pata in ko es ke bare ma zyada nahe pata ho ke ye Israel's product ha , aysa nahe kehna chahye balke UN ko btana chahye ke ye Israel's product ha baqi wo khud samajdar ha UN ko jaise pata chale ga wo es ko use karna band kar denge. En ke peeche un ka kia maqsaad ho Sakta ha Kuch be nahe bs Jo trend start huwa ha wo in ko follow karte huwe apne Muslim bahiyo ki madad karna Chahta ha baqi wo UN zaati company tu nahe ha ya pir UN ka israel ke sath koi agreement tu nahe huwa ha ke wo UN ke products ko advertising karenge Abi Jo MusaPk bahi ne oil ko show keia ha tu UN ke company ke sath koi agreement tu nahe bs har koi na koi alternative dhond raha ha umer bahi be waise he alternative ke talash me te aur es ma UN se thori se ghalti ho. Gaye ha . Abi tu agr daika jaye tu unho ne waise be es ke paise deya ha tu es ko use.kare aur ayenda ke Leye ye products dubara na khrede simple.
Junaid bhai ap koe bhe local product use krn wo behtr hy. Hmara mission kisi product ko promote krna nhi hy balka is nezarya ko promote krna hy ka local product ko prefer kea jya bahr ke products pr. Ap Pakistnai products bhe use kr ky dekhan apko pasand ayn gi. Hmari products theak hy, agr zara emandari sa kaam krn to aur behtr ho saqti hn.
Dosra eik question hy?
Kisi na aj kal ma binance p2p sa withdrawl kea hy? kya wo sahi chal rha hy ya nhi. Binance ko haal he ma 4 billion ka fine hua hy us ka asr to nhi hy binance p2p pr.