Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
MusaPk
on 30/11/2023, 18:21:45 UTC
Assalam o alaikum
musa bai ap teak keh rahy hain leken hamary mulk main hamari product koi khareedny k liye tayar nahi hai waja ye hai k pakistan main jo achi cheez banaty hain wo ye log bahir supply krty hain aur khud bekar cheez import karty hain yahi main waja lag rahi hai mujy for example apkaprha hi dhek lain aur sat main chawal k bary main os din son raha ta k jo ek no Aone quality hai wo pakistan main kisi ko nahi melti aur jo 3rd class hoti hao onko polish kar k pakistan ki local markit main sell krty hain ab ap hi sochain hum apny mulk ki konsi cheez khareed lain

Ya baat apki kafi had tk dursat hy. ky acha maal mulk sa bahr chala jata hy aur yahn ghr mayari maal bikta hy. Mera khayal ma hum ba hesat qoam kafi kuch badlna ke zarorat hy. yahan hr koe bus apna profit dekhta hy. jb tk ya mindset change nhi ho ga hm agya nhi barh saqta. ya kehna kafi asan hy ka foreign items ka boycott krn. jabka ya haqaqit hy ky unki product ka mayar kafi acha hy.

G g Bhai bilkul okay Chal raha hy Agar ap P2P trade Karna chahen to Bila jhijhak kar sakty hen. Or rahi bat 4 billion dollars Ki to mujy nai lagta KY iss sy trading wagera par koi asar parry Ga yani platform par ko asar nai party ga.

Boht shukria apka bhai. Ma na kuch transactions krni theen. apki rahnumai ka boht boht shukria.