@Sayeds56 na to APNi maintenance continue hee rake previous ke Tara, wo kyaa kahtaa kaa ka Shar kabi bura(old) na hotaa hamasha Apna shikar karta haa. Bohat saa members na koshis kee lakin Sir g ko back porch paa na la saka.
Thanks brother for the compliments. Apki yeh bat mujhy bht funny lagi k "Shar kabi burha nhi hota", bhai Mard or ghora bi kabi burhy nhi hoty
Wasy Pakistan mein SHAR bht budnam ha kabi Sher sara aata kha jata ha or kabi usky platlets kum hoty han toh dawai lene london chala jata ha or 4 saal k baad jub wapis aata ha to sary daant nikal chuky hoty han.

Yeh batein sirf mazah k liye han or ghair siasi han. Kisi bhai ko agr bori lagi hon toh please mujhy maaf ker dena.
Sir g yai sab batai ab kahanio tak rah gai hai jin halat mai ham rah rahai hai Pakistan mai ab average age 55 sai bee kam ho gai hai issi liai ab man lai kai Ghora aur Sher borhai nahi hotai laikin mard burhai honai sai pahlai hee guzar rahai hai hamarai area mai in last 4 saalo mai kareeban 10 sai 15 amwat huee hai sab mard jo hai kareeban 45 sai 55 kai darmian gai hai is sai andaza laga lai ham kin halat mai rah rahai hai most polluted cities or dunya ka sab sai ghatia khana khanai per majbur hai jab kai yai Ashrafia hud bahir sai water tak mangwa ker peetai hai aur 70 sai 80 saal tak zinda rahtai hai.