Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
Learn Bitcoin
on 04/12/2023, 08:23:10 UTC
Walaikumuslam!
Bhai sab sy pehly to ap ka shukriya jis ny ye information ham sy share ki. Or hmary ilam my izafa kiya.
Bhai or kuch nai apki Urdu parh kar zyada maza ata hai. Ilam ka ilam or ap ki Urdu parhny kaa maza bhi sath hi. I know ky ap urdu speaking nai hen. Jab ap koshish karty hen likhny ki to zyada swaad ata hai parhny ka. Keep it up bro. Thanks again.

Sharam a raha hain bhai, kya karu hamari Urdu accha nahi aati. maine samaj ne ke liye try kiya hain. Agar ap mera broken urdu bhi samaj le ta ho, phir ye bhi accha hain. Accha laga ye sunke ki apko maja aya. Ye apps jarur try karna aur yaha ek thread bhi hain BitcoinGirl.Club ka. Beginner and Help section main mil jaye ga. Koi bhi PGP public key post karoge, wo apko reward bhi de ga.

Agar mazeed koi posts Jo hmary liye faide Mandi hon please share karty raha Karen.
Or my iss tutorial ko try Karun Ga or Agar kahin problem hui to puch ln gaa PM kar KY. Awwal to ap ny sab kuch theak sy bayan Kiya hy. PHR BHi Agar kahin problem hui to zrur puch ln Ga.

Shukria bhai. Agar ye try karne ka time koi bhi problem face kare to PM aur yaha bhi tag karo, main reply jarur karunga. PGP ek important thing hain.