Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
AgriTrack
on 07/12/2023, 20:06:51 UTC
Lakin city life mein bi ap apni quality of life behter ker sakty or lambi umer paa sakty han provided ap daily exercise keren or healthy food khain or zayadeh friend food se perhez keren or apky daily intake in kum se kum 30% fruits or sabzian honi chayen.

Mein neechy ek link share kia ha us mein bataya gya ha Pakistan mein Life expectancy 1950 se 1923  k douran bri ha , or average Life expectancy 67 years k kareeb ha.

https://www.macrotrends.net/countries/PAK/pakistan/life-expectancy
Right bhai apni sehat ka lay to ya ithayat to ki ja skati han but marna to ha na ik din chay acha diet kar ka acha tarqiay sy kar jaye ya bure khany yani fast food kha kar buri tariqy sy mar jaye han but different han Village or city life ka village life ma apko abho hava boht achi or fresh milti ha sb cheezy almost naturally hoti han but city ma to ya chemical wali abho hava ha shyed wha bemariyan is lay zadya ha or loog prehaz ni karty ha zindagi mout Allah pak ka hath ma ha insan ko Allah ka hakm manty havy ghuzraini chyee bqqii Allah pak sb ko lambi or sehat wali Zindagi dy. Ameen

Assalamu Alaikum dosto aap donon ne Apna Achcha experience apni Soch Apna jawab ismein tahrir Kiya Mere Khyal Mein Jindagi sirf Jyada Salon Jeene Ka Naam Nahin Hai aurTaweel umar sirf iss waqt ka hisaab nahi hai, balkay yeh woh maeyaar hai jo un tamam salon ki khushi aur araam se guzari jaati hai. Is ke ilawa, genetics ka kirdar hai lekin zindagi ke faislon mein hamare chunne ka bara kirdar hota hai. Dimaghi aur jazbati sehat ka asar lambi umr par bara hai. Mazboot talluqat, khushi ke lateefay talash karna, aur dabao ko control karna bhi zindagi ki lambayi ke liye ahem hain. Dimag ko tez rakhne ke liye dilchaspi rakhna, seekhna, aur tabdeeliyon ko qubool karna bhi moassir hai. Lambi umar sirf waqt ke nahi, balkay talluqat aur tajurbat ke saath hai, aur har lamhe ko qadar dene ki baat hai. Agar is mein koi Galti Hui Hai To please mujhe guide kar dena aur isko ignore karna
https://chat.openai.com/?model=text-davinci-002-render-sha