Hamare yaha koi ha jis k 30k se ziada points ha, I think koi nahe hoga.
Are nai meri jaan kaya ho gaya hai. My ny jab sy join kiya hai my ny ek din bhi miss nai kiya koi masrufiyat ki waja sy reh gaya ho to pata nai. Behar hal ap ka bhai top 0.6% logon my shumar hota hy. Overprotocol ky points my.(ap ny hamen halky my ly liya hahaha!)
Yahan dekh len ji ky mery pas kitny points hen.

Or rahi bat bhai Test net ki to jab ap ny post ki tab tak to testnet launch nai huwa tha. Han un ky join karny kaa sirf tariqa btaya gaya tha. Lekn aaj launch ho gaya hai yani un ky overnode ki application aaj hi launch hui hy. Link Official Twitter par mojud hai un ky. My idhar bhi link share kar deta hun.
For MAChttps://t.co/LH0HvSI56yFor Window https://t.co/hVVdUaYdLWBaqi bhi koshish kar len kaya pata ho jaye. Ap ky 10k sy above hen my to kahun gaa ap bhi koshish karen wahan 10k points walon kaa bhi kuch kaha gaya tha. To ap bhi koshish kar len.