Aj 16 December hai, jisko aik adar Black Day ke naam se bhi jana jata hai. Ye Pakistan ki afoss nak cheezoin mai se aik cheeze hai, aj k din Army School mai aik hadsa hua tha, darasal iss din mein dashat kardi ke karan Army School mai hamla hua tha.
Jis Army School mai dhamaka hua tha wo KPK mai waqia tha aur jaisa hi yeh humla hua toh kuch hi der mai Army pounch gai or sare ke sare dhashatkardo ko maar dia, ye dhamaka darasal India nay Afghanistanio ko paisa de kr kr waya tha or ye kaam ko krne ka Nawaz Sharif ne kha tha, iss dhamka se 100 se zaid bacha shahid hue tha

Nawaz shareef ne kaha hotha tho Army uska kachoomar nekal dethe. Jab imran khan ne sirf irada kia army k khelaf jaane ka tho abe thak jail ke salakho ma aur ap kia kehte k Nawaz shareef ye karta tho ab thak salamat rehta? Allah maf kare magar Army ne Wazeeristan ma etna zulm kia tha k ma apko kia bian karo leken media tho kuch bolta nahe. kisi Wazeeristan k admi se tafseel pooch ke ap k rongte kare hojaege. yahi masla Bangladesh k sath b paish aya. kisi army wale jo old ho us se pooche.