Post
Topic
Board Other languages/locations
Re: Pakistan
by
JunaidAzizi
on 04/01/2024, 11:52:05 UTC
Attention! They Over Protocol Team Is Live Come And Join
Bhai kab sy Koshish kar raha hun par ye to ho hi nai raha Hy. Over Loaded error araha hy. Kaya ap ny join kar Liya hy. My to kafi der sy Koshish kar raha hun par nai ho raha. Load to kafi hy.
Lekn hmary sath wo kaam naa ho Jaye kahin. KY Chawlon Ki line my lagy raho Intzar karty raho or Koshish karty raho or jab hmari Bari aye to Chawla hi khatam ho Jaen. Ye zulam naa ho Jaye kahin. Allah kher kary. Baqi Koshish karty hen.
Or shukriya Bhai ap ny ye share Kiya. Mera to ye error araha hy.

Je bahi ma ne join lar leya ha ye buhat mushkil se huwa ha. Aap aysa karo ap ko dubra open karo aur bar bar try keia karo Mera be aysa he huwa. Abi time nekala ja raha ha I think 10 mints ya 15 mints rehte ha ap lage raho ho jaye ga. Kafi zyada log watch kar Rahe te os time live takreebn 42k sse see zyada log te aur abi Kafi kam log ha tu matlab sub log try kar Rahe Hain jes ki waja se load zyada ho geya ha.
Ap bar bar try karo ho jaye ga aur code capital ma daina ha Tek ha.