Warning ⚠️ Be Aware
Guys ajkal airdrops ka trend Chal raha haa Har taraf sirf airdrops hi airdrops haa, Har Kisi ko profit horahy haa toh jab profit hi bat ayai aur scammer na ayai toh cycle complete Nahi hote. So jaisa ky sabko maloom haa ky future Mai Metamask ka airdrop aana wala ha but confirm date maloom Nahi so scammer isse Cheez ka faida otaty howy twitter pa first account banwa ky verifed karty haa taaky logo ka trust rahy aur usky baad fishing link create Karky Metamask ky airdrop ky claim ka dooong rachaty haa aur mazy Ki baat yeh ky paisy lagwa ky through twitter ads apko dikhaya Jata haa yani Har bandy ko woh tweet zaroor dikhai daite haa aur haqeeqat Mai yeh office airdrop Nahi Balky apky account ka access laina main motive haa so kindly ap blue tick pa na jai apky account kisi bhi aisy site sy connect na kary Abhi Metamask ky airdrop ka koi scene Nahi so kindly the ik awareness post ta so apny apko bhi bachai aur apny frnd and family ko bhi.
Ha es qsam m ads aksar twitter ma dekhne ko melte ha aur herangi ke bath ye hothe ha k jo profile twitter k esko promote kare ha wo khud un k followers etne ziada hothe ha k first time agar kisi ko es ka pata na ho tho wo usko yaqeeni taur par legit jaane ga. har dosra ya teesra post jab twitter ma hotha ha wo en fake logo ka hotha ha aur muje smj nahe aa raha k twitter team esko dekhte q nahe ha aur esko rok tham q nahe karte.
En post par like ur retweet bei ziada hothe ha. ab ye pata nahe k ye fake kahe se buy karte ha ya per ham jaise log eskk sach jaan kar ye activity karte ha leken ap ne acha kia k community ko aware kia.