IMF Grants 700 million US dollars to Pakistan
Pakistan k economy k bigharti hoye halat k pesh nazar International monetaring fund ne pakistan k loan ko approve kiya hai ...pakistan mai 8 Feb ko general election hone wali hai aur uske liye pakistan ka kuch had tak stable hona zaroori hai ..IMF pakistan ko 700 million USdollar dega ...yeh raqam pakistan k maali halat ko behtar banaye ga aur iske sath yeh external economics ke shocks ko bardasht kar paye ga ...
cutive%20Board%20decision,the%20implementation%20of%20sound%20policies. ]linkBhai IMF Sy aik martaba nhi Kafi dafa lon leta ja Chuka hai stability ke to bat he nikl dy stability paison Sy nhi hamray hukmaron Sy aye gi agar yehe stability na Lana chahien aur ye sab foj k under hai Jo sb kush karwarahi hai IMF ka Pakistan ko 700 million ka loan approve karna ek maali samjota to hai jo Pakistan ki taraqqi aur maali halat ko behtar banane mein madad karegi. Iske through Pakistan external economic challenges se better deal kar sakti hai aur 8 Feb ko hone wale general elections ke liye stability bana sakti hai. Agar stability banana chahiye to .