IMF Grants 700 million US dollars to Pakistan
Pakistan k economy k bigharti hoye halat k pesh nazar International monetaring fund ne pakistan k loan ko approve kiya hai ...pakistan mai 8 Feb ko general election hone wali hai aur uske liye pakistan ka kuch had tak stable hona zaroori hai ..IMF pakistan ko 700 million USdollar dega ...yeh raqam pakistan k maali halat ko behtar banaye ga aur iske sath yeh external economics ke shocks ko bardasht kar paye ga ...
cutive%20Board%20decision,the%20implementation%20of%20sound%20policies. ]linkSad to hear kaa hum loog still IMF pa dependent hain... Dunya kahan see kahan poonch gai idarr too ETF's approve go rehe orr market maa 70B to 80B kii news aa rahi kaa kuch months maa fresh flow hogaa orr wahan still hum loog kuch pai pai kaa liaa IMF kii taraf dekhtee han Kon hain hamre policey makers yaar chalo mana kaa kuch saal bura waqat tha yee konsa door chal raha joo 70 saal see end hone kaa naam nai lee rahaa.. Naam ki azaadi lee kar siwayee kuch saholtoon kaa hamare halat Indian Muslms see bii badtaar hain.. kia kehtee ho esaa ha kaaa nai ?.......
Indian Muslims se tho bahut ache ha k waha par jo rural muslamano k elaqe ha waha par bahut ziada zulm ha aur zindagi k bunayadi huqooq b sahe tarah se nahe de rahe. Siasi jago par unko qareeb be nahe jaane dethe. Wo naqab wala qissa tho apko yad hoga hee k muslamano ko naqab par muft ma pabandi lagae gae. Pakistan ma sirf ye azadi nahe k ap ne bare sarkar k peeche bath nahe karna. Baqi kuch had thak mukamall azadi ha. aur agar es azadi ki bath kare tho wo Saudi Arabia ma be nahe ha. yaha thak k ap jumme aur Eid ka Khutba be apna nahe par sakte , wo be hakoomat ka lekha huwa aatha ha. Ap mulk k Baadsha k khelaf kuch nahe keh sakte.