heello gyz aj pakistan ka match kis kis n dekha kya lgta h kis ke waja s pkistn dusra match hara h ???bowling ke waja se ya batting ke wja se?
dono ke wajha say, batting main hum log kuch extra karnay gay aur har gay, Babar aur Fakhar ke 87 run ke partnership k bad b hum match har gay kyun k lower order main hamary pass inform batter ni tha. Bowling main hamay pass achay spin bowler ke kami hai, Usama ya to mun k aagy mar raha tha ya short pitch. Middle over main wicket taker bowler ka na hona Pakistan k harnay ke wajha bana. Haris nay 3 wickets 19 over main lee, tab to kuch khas fayda ni hai wicket leny ka jab pehly e aap nay itnay runs day dieya hon to.
Shaheen ko Captaincy main bahut improvement ke zaroorat hai. aur Pakistan ko ik achay spinner ke. Azam Khan ko team main ni hona chaieya agr is series main perform ni karta to. Controlled aggression ke zaroorat hai Pakisatn ko, kyun k har bat per 6 ni lagta.