Kal raat ko Babar Azam ne aik tweet kia tha twiiter pe jo k aik bohat hi mazey ka tweet tha, us mai Babar Azam ne kha hai k mai Twitter space pr live au ga aur try kroun ga k jin logon ne questions pouchein hain un sab k answer sena ka but aglaa hi 3 ya 4 ghante baad wo aik pura trend ban chuka all oer the world. Ye Pakistan mai toh number 1 hai hi but India mai bhi number 1 hai aur sirf India aur Pakistan mai hi ni, ye United Arab Emirates aur England mai bhi trend banchuka aur ye number 1 trend hai, google ka bhi number 1 trend hai. Iss Babar Azam ki twitter wali post k neche karoron replies ha chukein hain aur agar khoi bhi banda is ko parhne betha to usey at least 2 years se zayda hi lagain gain.
Wah yar ye to good hogya he per wesy babar Azam acha player he aur shareef insan be he muje Babar Azam aur Muhammad Rizwan ye dono player khud pasand he acha khelte be acha he aur dosri bat babar Azam agar twitter pe live agya to lacko carore log to deknge aur ye jawab kes kes ko dega ye bat belkul sahe kaha ye har jaga No-1 player ban gya baqe country me jese apne kaha India aur baqe angrezo ke country me ache player hamesha famouse he hote ache player banne ky sat sat ikhlaq acha hona bhut zarori he agar ek player jetna be acha khelta ho agar usme ikhlaq na ho to wo kabe famous nahe hoga.
Kal wo ive a gya tha aur tab itne sada log dekh raha tha k har aik ka sawal dena muskil hi ni na mumkin tha toh jo Babar Azam ka manager tha wo Babar Azam ko question bata raha tha aur jis nay poucha tha us ka naam bhi bata raha tha aur us sawaloin k jawab Babar Azam ne khud diya tha aur baad mai wo Trending in Bangladesh bhi hogya tha.
Ye o stream thi wo kal raa ko bhaje start hui thi lakin bad qismati se mai 8 bhaje pouncha tha aur jaisa hi pouncha toh aik last question chal raha tha aur phir jo Twitter pr stream ho rhi thi wo finish hogyi. Aur aik dusri baat hai k wo Twitter pe stream ni thi wo X pe thi, darasal Twitter ka name ab X rahk diya gya hai khair aur mai nay jab watching dekhi thi toh tab khoi hazaron mai log dekh raha tha.