Brother daikho jab ap image Mai koi information Nahi dy rahy toh koshih kary ky uska size km Sy km kardy
Yes brother you right , meny khud notice keya tha post k baad pic size is very big ,Lekin mujy size ko normal nhi Karna ata tha , Thanks ye pic code k Leye meny ye copy kar letien hain .
Electrum Wallet. Usky baary Mai bhi thoora bohout information hammy community ky new members kindy taaky unky knwoledge
Yes this wallet is missing but meny is par search ke aur thori c details ley hai Jo share kar raha Hun ,Electrum Wallet ek makbol aur mafoz cryptocurrency wallet hai, jiska istemal private keys ko secure taur par store karne ke liye hota hai. Ye open source hai aur advanced security features ke saath aata hai, jaise ki hardware wallet integration aur Electrum Wallet ek makhsoos aur mustaqil wallet hai jo digital currencies ko secure taur par store karne mein madad karta hai. Iski pehchaan iski robust security measures aur open source nature se milti hai, jo ki community-driven development ko promote karta hai. Electru deterministic wallets ka istemal karta hai jiski wajah se users apne funds ko backup kar sakte hain ek seed phrase ke zariye.